Question:
Mufti sahab Assalam-o-Alaikum!
Mufi sahab kya namaz mein pent fold krna jaiz hai ya nahin.
1 Answers
Answer: salam, Kisi bhi tarh kapry fold kr ke namaz parhna “Makroh-e-tahremi” hy,or namaz lotana wajib hy,lekin agar kisi ne kam ilmi ki waja se koi shaks Hamesha kapry fold kar ke Hi Namaze ada karta raha to ilm hone ke bad wo tamam namaze lotana lazmi Nahi,lekin Allah ki bargah me toba kare or A’ainda is amal se Ijtinab kare.Albatta Masala Maloom hone ke bad bhi is trah ka amal kiya tu namaz na hogi.