salaam kis tarha kehna chahiye

Anonymous asked 2 years ago

Question: humne suna hai ki salaam ko puri tarha sahi tareeke se kehna chahiye aur sirf salaam kehdena matlab shaitaan ko salaam karna hai… Is baat mein kitni haweeqat hai?

1 Answers
Mufti Muhammad Shoaib Sahab Staff answered 2 years ago

Answer: Assalamu alaikum

  1. Afzal yehi hy keh Salam Mukammal kiya bhi jaye or is ka Jawab bhi Mukammal hi kiya jaye,Albatta Sirf “Salam” kehne me  bhi koi Harj Nahi, Neez is tarh ki koi Riwayat moojood Nahi keh Sirf Salam kehna,Shaitan ko Salam karna hy.